• Thug Behram: Hatyayon ka World Record Holder Part-1

  • Nov 4 2024
  • Length: 12 mins
  • Podcast

Thug Behram: Hatyayon ka World Record Holder Part-1

  • Summary

  • 1790 ke dauran, Bharat colonial rule ke under tha aur logon ke safar karne ke dauraan achanak gaayab hone ki khabarein ek ke baad ek aane lagi. English officers pareshan ho gaye the kyunki unhe in logon ke achanak gaayab hone ke case ko rokne mein koi safalta nahi mil rahi thi. Vyapar bhi prabhavit hua, kyunki vyapari safar karna band kar rahe the. Jo bhi Thug territory mein pravesh karta, kabhi wapas nahi aata. Yeh sab kuch paagalpan ki tarah tha aur English Sarkaar aur adhikari log kuch nahi kar paa rahe the. Captain William Sleeman ko Britain se bulaaya gaya aur unhe logon ke gaayab hone ke case ko solve karne ki zimmedaari di gayi. Rj Shashank ke saath Suniye Thug Behram ki poori kahani, jisne hatyayon ke mamle mein World Record bana diya tha.

    Written by: Dhruv Lau

    Bhojpuri adaptation by: Vinay Maurya

    Audio Design by: Satish Chandra

    Please send us your feedback on Instagram: @redfmpodcasts

    or Mail: podcast@redfm.in

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Show more Show less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2

What listeners say about Thug Behram: Hatyayon ka World Record Holder Part-1

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.