Mufti Tariq Masood Podcast

By: Mufti Tariq Masood Speeches
  • Summary

  • Mufti Tariq Masood Podcast is your go-to source for the enlightening speeches and lectures (bayans) of Mufti Tariq Masood, a highly respected Islamic scholar and religious speaker from Pakistan. Specializing in Islamic jurisprudence and Fiqh, Mufti Tariq Masood addresses key issues such as marriage, family life, and financial matters, offering practical Islamic guidance for modern Muslims.

    Mufti Sahab's engaging style and relatable content have attracted millions of followers across social media and his official YouTube channel, Mufti Tariq Masood Speeches.

    contactsofion@gmail.com


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    SOFI
    Show more Show less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • Tafseer-e-Quran Class # 27|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 12 2024

    (00:00) Allah ne Nabi s.a.w ka seena ilm ke liye khool diya.

    (Allah opened the heart of the Prophet (s.a.w) for knowledge.)


    (02:55) Allah ne Nabi s.a.w ka boojh halka kar diya.

    (Allah lightened the burden of the Prophet (s.a.w).)


    (05:35) Allah ne Nabi s.a.w ka zikr buland kar diya.

    (Allah elevated the mention of the Prophet (s.a.w).)


    (08:33) Tangi ke sath asani hai.

    (With difficulty comes ease.)


    (12:08) Nabi s.a.w ki raat ki ibadat ka mamool.

    (The routine of the Prophet (s.a.w) during night worship.)


    (16:30) Jazbaati faislon ka anjaam.

    (The consequences of emotional decisions.)


    (26:25) Deen ki khidmat me jo log lage hue hon, unhein apne aap ko ibadat me zyada lagana chahiye.

    (Those who are dedicated to serving the faith should focus more on worship.)


    (32:44) Quran me Injeer aur Zaitoon ki qasam kyun bayan hui?

    (Why are the fig and olive mentioned in the Quran?)


    Para No 30, Surah Alam Nashrah-Surah At Teen, Tafseer


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    41 mins
  • Sunday Bayan 10-11-2024|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 10 2024

    (0:00) Intro

    (0:17) Ayaat from Surah Ma’arej

    (0:33) Sabar ka thermometer?

    (3:10) Jobless hona: Mard ki aazmaish

    (3:50) Mufti sahab ke bayanat “depression topic” par hi kyun hotay hain?

    (4:17) 3 topics of Mufti Tariq Masood’s bayanat

    (4:31) Low-level status, jhootay aamil ka Mufti sahab par aitraaz

    (6:21) Mufti sahab shadi ko society ki zarurat kyun kehte hain?

    (7:21) Motivation etiquettes?

    (Qur’an mein namaz aur roza ki baar baar takeed kyun?)

    (9:01) Roze se weakness?

    (10:38) 2 namazon ko ikatha karne par engineer ko Mufti sahab ka jawab

    (17:45) Mufti sahab ka aamilon ko challenge

    (18:31) Defence, shadi par bayan mein Mufti sahab ne kanwaron ko jooton mein kyun bithaya?

    (19:38) NADRA mein Mufti sahab ko kya information mili?

    (20:43) Namaz: Aik mustaqil ibadat

    (22:04) Tension par zyada bayan?

    (22:38) Nabi ﷺ ka farmaan

    (23:07) Dunya ke piche bhagnay walay ka anjam

    (25:07) Precious tension?

    (27:25) Mufti sahab ke shaikh ka istighna

    (28:28) Buzurgon par 2 clips

    (29:22) Ghurbat mein istighna

    (30:38) Istighna vs bhikari pan

    (32:14) Tang dil owners

    (33:14) Nabi ﷺ ka istighna

    (Hazrat Umm e Salma ko nikah ka pegham. Bewa ke bachon ko palne mein liberals ko jawab)

    (35:29) Bachon ke samne, behan bhaiyon se dealing

    (37:30) Allah ki pasandeeda sifat

    (38:10) 3 inamat ke mustahiq?

    (39:03) Nabi ﷺ ka farmaan

    (39:10) Mimber: Source of income?

    (40:12) 1995/96 ka waqia

    (41:28) Masjidon par qabzay

    (42:12) Ghurbat ka khauf

    (43:31) Factory owners: depression patients

    (44:15) Muhammad Afaq ke alfaz, showbiz stars ke bare mein?

    (45:15) Showbiz stars old age vs deendar ka burhapaa

    (47:03) 1975 ka hero 2024 mein?

    (48:04) Izzat, dolat, sehat ko target banane walay

    (49:08) Gym walay ka waqia

    (50:36) Aik khwahish, hazar khwahishat ka zariya?

    (52:23) More and more repetition

    (53:51) Waqia: Be-sakoon zindagi

    (55:28) Dunya kisko kitni milti hai?

    (57:06) Kamyabi ka zariya, nakami mein tabdeel?

    (58:52) Purani qaumon ki tension?

    (Mazboot zati ghar banana)

    (1:00:30) After 40 age, zati ghar ki tension lena kaisa hai?

    (1:02:09) Rent par rehne walon ko Mufti sahab ki naseehat

    (1:05:44) Nabi ﷺ ka farmaan

    (1:06:08) Mufti sahab apna zati ghar kyun nahi banate? (10 saal pehle aik shakhs ka sawal)

    (1:08:01) Tension ka ilaj?

    (1:09:03) Dua


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    2 hrs and 4 mins
  • Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 22|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
    Nov 9 2024

    (0:00) Intro

    (0:23) Hijr ke Ma’ani?

    (3:47) 9 logon mein se taqatwar sardar, Qaum e Samood ki oontni ka qatil

    (6:13) Azab nazil hue pani ka istemal aur dil ki sakhti ka sabab

    (8:48) Nabi ﷺ par khauf ka ghalba

    (9:40) Azab nazil hui cheezon ko dekhna dil ki sakhti ka sabab

    (11:35) Hazrat Yusuf (علیہ السلام) nasab ke aitebar se sabse azeem peghambar

    (Sher Shah Suri ka nasab)

    (14:44) Hazrat Ayesha (رضي الله عنها) ka Hazrat Abu Bakr Siddiq (رضي الله عنه) ke liye, Nabi ﷺ ke musallah par khauf?

    (15:30) Zulaikha ne Misr ki auraton ki dawat kyun ki?

    (17:04) Hazrat Abu Bakr Siddiq (رضي الله عنه) par ilzam ka khauf?

    (17:34) Shia Rafziyon ka Hazrat Ayesha (رضي الله عنها) se bughz

    (19:24) Hazrat Muawiya (رضي الله عنه) se bughz

    (21:28) Qadiyaniyon ki ghalat fehmi ka jawab!

    (23:26) Hazrat Ameer Muawiya (رضي الله عنه) ki fazilat

    (25:45) Qunoot e Nazla mein Nabi ﷺ ki baddua


    Questions


    (26:20) Kya Zulaikha ki shadi Hazrat Yusuf (علیہ السلام) se hui? Aur wo shadi shuda honay ke bawajood Hazrat Yusuf (علیہ السلام) par aashiq kyun hui?

    (28:11) Bukhari Shareef ke baqi nuskhe kahan hain?


    Dars e Tirmizi


    (28:46) Biwi ko touch karne se wazu toot jata hai ya nahi?

    (37:24) Nakseer/Qay (nosebleed/vomit) aane se wazu toot jata hai ya nahi?

    (Aik sahabi (رضي الله عنه) ki namaz mein kafiyat ke teeron ki bochhar ke bawajood namaz nahi todi)


    Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

    Show more Show less
    50 mins

What listeners say about Mufti Tariq Masood Podcast

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.